Share This Article
Har Baat Ko Tum Bhulo Bhale Lyrics by Ziiki Media
Har Baat Ko Tum Bhulo Bhale Ziiki Media Video
Har Baat Ko Tum Bhulo Bhale Lyrics in Hindi
हर बात को तुम भूलो भले, माँ बाप मत भूलना।
उपकार इनके लाखों है, इस बात को मत भूलना॥
धरती देवों को पूजा, भगवान को लाख मनाया है,
तब तेरी सूरत पायी है, संसार में तुझ को बुलाया है।
इन पावन लोगो के दिलों को पथ्थर बन मत तोडना,
हर बात को तुम भूलो भले, माँ बाप मत भूलना॥
अपने ही पेट को काटा है, और तेरी काया सजाया है,
अपना हर कौर खिलाया तुझे, तब तेरी भूख मिटाई है।
इन अमृत देने वालो के जीवन ज़हर मत घोलना,
हर बात को तुम भूलो भले, माँ बाप मत भूलना॥
जो चीज भी तुमने मांगी है, वो सब कुछ तुमने पाया है,
हर जिद को लगा सीने से बड़ा तुमसे नेह जताया है।
इन प्यार लुटाने वालो का तुम प्रेम प्यार मत भूलना,
हर बात को तुम भूलो भले, माँ बाप मत भूलना॥
चाहे लाख कमाई धन दौलत, यह बंगला कोठी बनाई है,
माँ बाप बिना न खुश है तेरे, बेकार यह कमाई है।
यह लाख नहीं यह ख़ाक है सब, इस राज को मत भूलना,
हर बात को तुम भूलो भले, माँ बाप मत भूलना॥
गीले में सदा ही सोए हैं, सूखे में तुझ को सुलाया है,
बाहों का बना कर के झूला, तुझ दिन और रात झुलाया है।
इन निर्मल निश्छल आँखों में इक आंसू भी मत घोलना,
हर बात को तुम भूलो भले, माँ बाप मत भूलना॥
Har Baat Ko Tum Bhulo Bhale Lyrics in English
Har Baat Ko Tum Bhoolo Bhale, Maa Baap Mat Bhoolna.
Upkaar Inke Laakhon Hai, Is Baat Ko Mat Bhoolna.
Dharti Devo Ko Pooja, Bhagwan Ko Laakh Manaaya Hai,
Tab Teri Soorat Paayi Hai, Sansaar Me Tujh Ko Bulaaya Hai.
In Paavan Logo Ke Dilon Ko Patthar Ban Mat Todna,
Har Baat Ko Tum Bhoolo Bhale, Maa Baap Mat Bhoolna.
Apne Hi Pet Ko Kaata Hai, Aur Teri Kaaya Sajaya Hai,
Apna Har Kaur Khilaaya Tujhe, Tab Teri Bhookh Mitaayi Hai.
In Amrit Dene Waalo Ke Jeevan Zahar Mat Gholna,
Har Baat Ko Tum Bhoolo Bhale, Maa Baap Mat Bhoolna.
Jo Cheez Bhi Tumne Maangi Hai, Wo Sab Kuch Tumne Paaya Hai,
Har Zid Ko Laga Seene Se Bada Tumse Neh Jataaya Hai.
In Pyaar Lutaane Waalo Ka Tum Prem Pyaar Mat Bhoolna,
Har Baat Ko Tum Bhoolo Bhale, Maa Baap Mat Bhoolna.
Chahe Laakh Kamaai Dhan Daulat, Yeh Bangla Kothi Banayi Hai,
Maa Baap Bina Na Khush Hai Tere, Bekaar Yeh Kamaai Hai.
Yeh Laakh Nahi Yeh Khaak Hai Sab, Is Raaj Ko Mat Bhoolna,
Har Baat Ko Tum Bhoolo Bhale, Maa Baap Mat Bhoolna.
Gile Me Sada Hi Soye Hain, Sookhe Me Tujh Ko Sulaya Hai,
Baahon Ka Bana Kar Ke Jhoola, Tujh Din Aur Raat Jhulaaya Hai.
In Nirmal Nishchal Aankhon Me Ek Aansoo Bhi Mat Gholna,
Har Baat Ko Tum Bhoolo Bhale, Maa Baap Mat Bhoolna.